sab kuch yaad hay mujhay. ab jab khabi ati hay pas meray to aik hi sans may sunna ny ki koshih karta hun. bohot excited hojata hun. mujhay pata hay woh asal may nahi hay par isay asal woh khabi nahi hoyi hi nahi thi meray liay.. . hehe .. pagala hun may .. khair ..
hawa may mehsus karta hun aik khusbu jab khabi sochta hun uskay baray may. jhoot khabi bola ussay may ny? haan .. aik dafa usnay pocha tha keh mujhay yaad kiya tum ny .. I said Bilkul bhi yaad nahi kiya .
woh khush rehna chahti hay. may nahi rakh saka to kya howaa .. woh khush to hay na .. pata nahi ab kis hal may hay phir bhi . hamesha acha sochta hun uskay baray may. abhi bhi hass khel rahi hogi ya pharhai kar rahi hogi. aur aik may hun. kcuh bhi nahi karta. usko yaad bhi nahi karta .
woh mujhay kehti thi keh woh apnay dosto ky sath ghomny phirny gai ve hay but I knew keh woh kiskay sath jati thi .. i Knew keh sab kuch khatam honay ko hay. usnay bs aik galti kardi. usko chahiay tha keh mujhay chorny say pehlay . mujhay hurt karny say pehlay mujhay khoob pyar karti .. takay may uskay janay ky baad na bachta... haha .. par bs galti hogai .. Ya shayad nahi !! kya pata woh mujhay tarpa tarpa k marna chahti ho ? agar aisa hay to woh waqai may mujhy samjhti thi .. hayyyy .. woh mujhay samjhti thi yahi khayal bohot hay meray liay..
mujay gheero ky saharay par chor janay walay.. haahahah .. kya tou khush rahay ga meray begair ?? hahaha
par usnay to bejh diya na mujhay duur gheero may takay unky kandhy par sar rakh sakoon .. may kyun jaun gheeroo ky pas .. meray pas hay teri sab yaadain .. may unky saharay reh loun ga :)
tum ny promise liya tha na keh hamesha khush rehna.. may khush hun .. bohot khush hun .. tum sunn rahi ho na ..tum kahan ho .. .. :) happy . hayyy ..
band aankhon say rassta dekhna seekh liya may ny..
begair sahary k pahar charna seekh liya may ny ..
begair hamsafar zinda rehna seekh gaya may..
gheeron par bharosa karna seekh gaya may..
khamoshi may awaazain sunna sekh li hay may ny ..
tum ny kya kuch nahi sekhaya . khair ..
may ab badal gaya hun .. may new hun .. im improved version of my own being.
ab raat ko nend ajaya karti hay.. ghar hota hun.. roshni may bethna seekh gaaya hun . .
hawa may urna chor diya hay.. I have alot of friends now.. i make them smile .. it keeps me happy ..
Ameen .. sab khush rahain .. ab Unko apni jaan say khush rakhun ga .. jo ain gi .. aur banain gi meri pakka wala .. hahaha :p
naadan hun .. :p .. par Unka waqai bohot intezar hay ..
hmmm.. pain hidden in pride. i see my myself first.

No comments:
Post a Comment